Aadatan tumne kar diye vaade,
—
Aadatan humne etabar kiya.
Koi khamosh zakham lagti hai,
—
Zindagi ek nazm lagti hai.
Kal ka har waqia tumhara tha,
—
Aaj ki dastan hamari hai.
Main chup karata hun har shab umadti baarish ko,
—
Magar ye roz gai baat chhed deti hai.
Jab bhi ye dil udaas hota hai,
—
Jaane kaun aas paas hota hai.
Wah wah
LikeLiked by 1 person