Aah ko chahiye ek umar asar hone tak,
kon jeeta hai teri zulf ke sar hone tak.
Har ek baat pe kehte ho tum ki tu kya hai,
Tumhi kaho ye andaaz-e-guftugu kya hai?
Aye mohabbat tere anjaam pe rona aaya,
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya.
Zinda rehti hain unki mohabbatein
Jinke badalte mausam nahi hote.
Yun to har shaam ummidon mein guzar jaati hai,
Aakhiri shamma sihar bhi humein rulaati hai.
Leave a comment