Majrooh Sultanpuri Shayari: A Tapestry of Poetic Emotions and Melody
Main akela hi chala tha jaanib-e-manzil magar,
—
Log saath aate gaye, aur kaarvan banta gaya.
Koi hamdam na raha, koi sahara na raha,
—
Hum kisi ke na rahe, koi hamara na raha.
Shab-e-intezaar ki kashmakash mein na pooch kaise sahar hui,
—
Kabhi ik charagh jala diya, kabhi ik charagh bujha diya.
Jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye,
—
Tumhari baat nahi, baat hai zamane ki.
Gham-e-hayat ne aawara kar diya varna,
—
Thi arzoo ki tere dar pe subah o shaam karein.
Leave a comment