Akbar Allahabadi Shayari: A Tapestry of Wit, Wisdom, and Urdu Elegance
Hum aah bhi karte hain to ho jaate hain badnaam,
—
Wo qatl bhi karte hain to charcha nahi hota.
Ishq nazuk-mizaaj hai behad,
—
Aql ka bojh utha nahi sakta.
Duniya mein hoon, duniya ka talabgaar nahi hoon,
—
Bazaar se guzra hoon, khareedar nahi hoon.
Haya se sar jhukaa lena, ada se muskuraa dena,
—
Haseeno ko bhi kitna sahl hai bijli giraa dena.
Paida hua vakil to shaitan ne kaha,
—
Lo aaj hum bhi sahib-e-aulaad ho gaye.
Leave a comment