Javed Akhtar Shayari: Echoes of Wisdom and Emotion in Poetry
Kabhi jo khwaab tha, woh pa liya hai,
—
Magar jo kho gayi, woh cheez kya thi.
Tab hum dono waqt chura kar laate the,
—
Ab milte hain jab bhi fursat hoti hai.
Dar hamein bhi lagta hai raste ke sannate se,
—
Lekin ek safar par ai dil, ab jaana to hoga.
Tum yeh kehte ho ki main ghair hoon, phir bhi shayad,
—
Nikal aaye koi pehchaan, zara dekh to lo.
Dhuaan jo kuchh gharon se uth raha hai,
—
Na pure shahar par chhaaye to kehna.
Leave a comment