Vaise to ek aansu hi baha kar mujhe le jaaye,
—
Aise koi toofan hila bhi nahi sakta.
Aate aate mera naam sa reh gaya,
—
Uske honthon pe kuch khampta reh gaya.
Tum aa gaye ho to kuch chandni si baatein hon,
—
Zameen pe chand kahan roz roz utarta hai.
Sharten lagai jaati nahi dosti ke saath,
—
Kiye mujhe qubool meri har kami ke saath.
Shaam tak subah ki nazron se utar jaate hain,
—
Itni samjhauton pe jeete hain ki mar jaate hain.
Leave a comment